intro malhotra family


part 1


" tere bina jiya jaaye na"


malhotra menstion .main manik apne nefew aur nice ke sath betha hai .


sahil - kya mamu kab aayegi hamari mami .


manik « yar jis din koi ladki di ko bhayegi.tumhari mami os din ghar main aajayegi simple .


nayra « kya mamu aap bhi na mom ke chakar main to bodhe hi ho.jsayenge mom ki pasand ki ladki iss dunya main to milna mushkil.hai to kaha se aayegi woh aap ke liye


tab hi manik ki sister aati hai .


sarasvati malhotra»
kya anap shanap bak rahe ho tum dono han .


sahil » kuchh nahi mom aap ke khilaf kaan bhar rahe the mamu ke par ye aap ke khilaf jaate hi nahi kya kare .


sarasvati « maira ladla bhai hai kaise maire khilaf jaa sakta hai ye kabhi nahi hoga ye to ki ye maire khilaf chala jaaye beta hai ye maira bhai nahi itna sa tab se mairi god main hai ye maa jate hue iski sari jimmedari mughe sonp kar gayi thi maa manta hai mughe maira ladla .


nayra » but maa aap ke ladle ki omer ho gayi hai ki onki shadi ho jaaye par aap ki jo.pasand ki.list hai oss par kon.si ladki.khari otregi god hi jaane sahi jara list to bata mom ki mami ke lite .


sahil.»han 1 .bahut khubsurat honi chahiye pari ki tarha 2' oske hair silky black hone chahiye long hone chahiye eyes badi badi badam ki tarha honichahiye .


3 cooking main expert honi chahiye .


4 sanskari honi chahiye
6.bado ka adar karne wali chhoto se pyar karne wali .


7 .soping ki shokeen nahi honi chahiye


8 .tree plants and animals se pyar karne wali ho


9.padi likhi bas itni ho ki ghar chala sake .


10 .aur last not the least maira bhai abhitab ji jitna lamba hai to oski wife jaya ji jaisi honi chahiye ye sab se importent hai aur main compromise ho sakta hai par 10 number wali khawahish main koi kami mesi bardasht nahi ki jaayegi .


ladki berbote se qad ki honi chahiye just like gudya ki tarha .


sarasvati - han to mairi bhabhi banegi woh to aisi wesi kaise hogi dunya ki best ladki hogi woh.


nayra par kaha hogi woh ye to batao maa .sarasvati - kahi na kahi to hogi woh jo jald hi milegi mughe .


manik - di.aap ki pasand jab tak na mile tab tak aap talash karti rahe ek din mil jaayegi woh aap ko main chalta ho ab late ho gaya hon pehle hi bay di .


to ye hai new story ka first chhoto sa part agar pasand aaye to coment kar dena jitne jyada coment aayenge otni jaldi update milegi agar coment nahi aaye to tata bay bay .ek hi story bahut hai .

Comment