Aarohi- K-kyaaa?? Par kaise kahan hai Neil wo thik to hai na
Man- Ha Madam unki halat bohot zada kharab hai aap jaldi aa jayiye
Manjari- kya hua Aarohi beta tun itni pareshan kyun ho?
Aaru- Maa!! Neil Neil ka Ac-accident ho gaya hai uski halat bohot kharab hai
At hospital...Aaru was crying too much...
Abhi- Neil kaisa hai mera bhai kahan hai wo
Aarohi- dur hat jao ABhimanyu ye sab tum logon ki wajah se hua hai
Akshu- tu ye kya keh rahi hai Aaru
Aaru- bas kar Akshu na hi tune Neil ko kuch sunaya hota.....na hi wo gusse mein DRINK karke drive krta aur-aur na hi uska Accident hota...
Akshu- kyaaa!!! wo drink karke drive kar rha tha
Aaru-ha akshu aur tum dono ki hi wajah se uski ye halat hui hai
Harsh- ye sab kya ho rha hai kaise baatein kaisee ladai
Manjari- ha beta tumlog kiske bare mein bat kr rhe ho
Aarohi and AKshara told the truth to everyone..
Mahima- kya itni badi bat ho gayi aur hume pata hi nhi hai...lekin Aarohi aisa kyuu tum galat samjh rhi ho beta
Aaru- nhii badi maa aap shant rhiye ye humare beech ka matter hai
Doctor- Neil ki halat bohot kharab hai drink krne aur stress lene ki wajah se wo Coma mein CHale gayein hain
Aaru- kyaa!!!!!
Everyone was shocked....
At home....
Aaru- bohot ho gaya TU NIKAL JAA IS GHAR SE AKSHARA CHALI JAA YAHAN se
Akshu- aaru meri bat to sun ye tu kya keh rhi hai...
Aaru- tu jaa yahan se aur kabhi laut ke mat aana PLZZZ JAA YAHAN SE JAAAOOOO Akshu jaoooo pleasee akela chod do hume bass
Abhi- tum akshara se aise bat nhiii kr skti Aarohi..
Aaru- bas karo Abhimanyu.....tu jaa yhan se Akshu nikal jaa is ghar se GET OUT from here....
Aaru took hand of AKshu and made her get out from the house...
Manjari- beta ye tu kya kr rhi hai Aarohi
Aaru- maa aap beech mein mt boliye...GET OUT FROM HERE AKSHARA BIRLA