DADI'S REQUEST.


SO ITS BEEN 1 MONTH NOW AND RIDDHIMA IS NOW LIKE A MEMBER OF RAI SINGHANIA FAMILY.....FRIENDSHIP BETWEEN RIDDHIMA AND ARJUN  AND RUHAAN AND SWETA HAS INCREASED. 

SO ONE DAY DADI FELL ILL.....AND SEE IS NOW IN SERIOUS CONDITION AND IS ADMITTED TO HOSPITAL. 

IN HOSPITAL. 

Pooja- maaji ab apko kesa lag raha hai ?

Dadi- thik thak hoon.

Arjun- dadi bas kuch din aur phir ap thik ho jayengi.

Dadi- thik hoke bhi jya karungi ?

Rudra- kya matlab ?

Dadi- mujhe theek nahin hona.

Mohan- maa ese kyun bol rehe ho ?

Dadi- toh kya bolun.....are sabki bhagya mein nahi hota ki woh itne din jiye....par mere bhagya mein tha.....mene shocha tha ki apne poton  potiyon  ki shaadi dekh kar Marungi...par Arjun karna hi nahi chahta......aur pehle bade ki shaadi hoti hai.

Arjun- dadi puree shaadi ki baat.....agar aapkobshaadi dekhni gai toh thik hai na....koi jaroorat nahin bade ko pehle shaadi karne ki......Ruhaan kar sakta hai.

Ruhaan- kya main abhi?

Arjun- dadi ke liye itna bhi nahin !

Ruhaan- kya bhai aap bhi toh dadi ke liye ye sab kar sakte hai na.

Arjun- main kese yaar.

Sumitra- aree tum log jhagda mat logo.

Dadi- haan tu hi jar sakta hai.....mein teri hi shaadi dekhna chahti hoon .....Marne se pehle.

Arjun- you know dadi....I can't I don't trust on all these things.....I don't trust on love and marriage......I can't be happy and I can't also keep the girl happy....so please dadi leave this......I really can't.

Dadi-( crying) gaan ab yahi reh gaya tha......( then her condition starts worsening. )

DOCTORS CAME. CHECKED HER AND MADE HER TAKE REST.

Doctor- app inhe please rest karne dijiye aur inherent stress mat dijiye.....aur abhi inke liye abhi yahi acha hai.....ki woh jo kahein un sab cheezon ko ap Maan lijiye.....tabhi inki recovery sahi se ho sakti hai.......nahi yoh unke liye recovery bohot mushkil  hogi.

OUTSIDE THE CHAMBER.

Mohan( to Arjun)-  suna toh kya kaha......aree please beta kya problem hai Maan le na.

Sumitra- haan toh bolde......phir sahi ladki dhudne bhi time lagega.

Arjun- mom mein kese.....you all know.....I can't please understand. 

Mohan- aree....apni dadi itna nahi karega.....chalo yaar isse kuch umeed hi nahi karni chahiye.

Rohan- aree ese kyun bol rahe ho bhai......woh samjhdaar hai samjhega.

Mohan- samjh hi toh nahin raha.......Arjun beta please yaar just forget what happened 3 years ago......it's good for you, your future and all of us.....please yaar meri maa ki jaan ab tu hi bacha sakta hai.

Arjun- ohh okay.

THEN AFTER SOMETIME THEY ENTERED DADI'S HOSPITAL ROOM.

Arjun- dadi mein shaadi karne ke liye tayaar hoon.

Dadi- kya sachme ? 

Ruhaan- haan bas apke liye bhai Maan gaye.

Dadi- ye hai mera pyaara pota.( she becomes very happy. )

Arjun- bas ab app stress mat lo.....aur jaldi jaldi theek ho jao......phir aap dhudna apne Maan pasand ki ladki.

Dadi- dhudne ki kya jaroorat....ladki toh hai.....Maine pasand kar li hai.

Pooja- kya ?

Arjun- phirse pehli baar nahi dadi......phirse jaldbaazi hui thi.

Sumitra- kaun hai maa....uska naam kya hai ?

Dadi- Riddhima !

Arjun- what ?.... kya bol rahe hain aap......Riddhima kese ?

 Sumita-( happily) kyun Riddhima achi ladki nahi hai kya.....woh toh hum sab se Kitna mil Jul gayi hai.......kitni pyaari hai......aur teri dost bhi tih hai.

Arjun- par Riddhima.....ye nahin ho sakta.

Dadi- kyun nahi.....iss baar Maine pehchaan ne mein koi galti nahi ki......Bohot achi gai Riddhima. 

Bua- achi my foot......aree just you recover hum sab dhudnge ek bohot achi ladki Arjun ke liye........uss chalak Riddhima ki koi jaroorat nahin hai.

Ruhaan- Bua......Riddhima esi nahin hai.....hus sab use jante hain......woh kitni achi hai.....aur bhai ke liye bilkul perfect hai.

Arjun- achi hai.....par woh mere liye nahi hai.

Mohan- kyun nahin ? 

Arjun- because she deserves love.....which I can't give her.

Rudra- apko lagta hai ki she deserves love......so apko toh bharosa ho gaya na pyaar pe.

Arjun- Esa nahi hai......mujhe nahi hai bharosa......par usse hai bharosa pyaar jesse risthon pe......so every human deserves what he or  she  believes. 

Sumitra- par beta bohot achi hai.

Arjun- haan toh uss achi ladki ki life barbaad karna chahte hain mujhse shaadi karake....jisse in sab pyaar aur shaadi jesse risthon pe bharosa nahi hai.

Dadi- par beta.....( she starts coughing and her condition again starts worsening.....her heart beat starts increasing. ) 

Rohan- maa !

Arjun- dadi.

DOCTOR AND NURSE ENTERS.

Doctor- apko kaha tha ki don't give her  stress.......she can't recover like this.

HER CONDITION AGAIN STARTS WORSENING. 

NURSE STARTS  CHECKING HER.

Doctor- please  ye jo keh rahe hain Maan jaiye.

Mohan- woh.....

Arjun- haan thik hai.....I agree.

BY LISTENING THIS DADI'S CONDITION STARTS BECOMING STABLE.

Arjun- par .......hum mileage usse baat karenge......par jo uska faisla hoga.....wahi hoga.....because it's her life.

Sumitra- haan thik hai.....( thinking that - I will talk to her and make her understand.....before she decides anything.....then after that it's her choice. )

Pooja-( in mind) ohh God......Riddhima Maan Jaye.

WORDS-760

THE END🖤



Comment